|
Tum Aao to Ham bhi Eid karein
Hasrat Hai Tumhari Deed Karein
Tum Aao to ham bhi Eid karein
Kuch Dair to Dil ko Chain Miley
Kuch roz to Man ka Phool Khiley
Kehtey hain ke Eid ki Aamad hai
Ham log bhi Kuch taaeid karein
Tum Aao to Ham bhi Eid karein
Tum se yeh Aik Guzaarish hai
yeh Apney Dil ki Khaaish hai
Ik Baar milo , Ik Baar Milo
Har Baar yahi Taakeed karein
Tum Aao to ham bhi Eid Karein
Mana ke Ham Deewaney hain
Sab Baatoo'n Se Anjaaney hain
lovesmsfun.com
Jab Apney hi Baigaaney hain
Kya Ghairoo'n Se Umeed karein
Tum Aao to ham bhi eid karein
Tum aao to Ham bhi Eid karein ......
---
Full Name: ALi
Mobile: 03008663228
Eid K din aj aao mil k karain yeh hi wada
Aaj Khuda ki hum par ho Meharbani,
Karde maf hum logo ki sari Nafarmani,
Eid K din aj aao mil k karain yeh hi wada,
Khuda ki hi rahon main hum chalain gay sada.
Sare Musalmanon ko mere taraf se EID MUBARAK.
---
Full Name: ALi
Mobile: 03008663228
AaPi sHakO tO AapNi doStI mAgU ChU,DiL tHi DiL nO sHAkaR MaGu
cHu,fiKaR na KaRo DoSti per JaAn luTaVi dAiS,EID no vYaVhaR cHe kYa,EIDEE
maNgu cHu, WISHING A VERY HAPPY EID MUBARAK
---
Full Name: ati
Mobile: 03004427075
ramza-n ke rozedaron ka inaam EID hai'
khushnudiyon ka ammn ka paygham EID hai.
maqsad ha ittehaad ,to unwaan
EID hai.
lovesmsfun.com
beshak karam khoda ka hai bas naam EID hai.
---
Full Name: hasnain ranchivi
Mobile: 9934344869
U fasted,u prayed,U been good 4 a whole 30 days.So ur meciful lord
gave u a sign,Out came the moon 2 say come celebrate.Happy Eid mubarak!!
---
Full Name: M Arif
|
|